Posts

Image
Ik Arz-E-Vafaa Bhi Kar Na Sake Kuchh Kah Na Sake Kuchh Sun Na Sake Yaan Ham Ne Zabaan Hi Kholi Thi Vaan Aankh Jhuki Sharmaa Bhi Gaye 
Image
jab khuda ne ishq ko banaya hoga, to khud bhi jarur ajmaya hoga! ham kya hai aur ap kya ho is ishq ne khuda ko bhi jarur rulaya hoga!               MIRZA GALIB 
Image
एक बार कर के ऐतबार लिख दो, कितना है मुझ से प्यार लिख दो, कटती नहीं ये ज़िन्दगी अब तेरे बिन, कितना और करूँ इन्तज़ार लिख दो।                   MIRZA GALIB 
Image
Sukun milta hai jab unse baat hoti hai Hazar raaton mein wo ek raat hoti hai Nigah uthakar jab dekhte hain wo meri taraf Mere liye wohi pal poori kaaynat hoti hai.                          Mirza Galib 

Teri yaad

Image
Kashti ke musafir ne samandar nahi dekha. Ankho me rahe dil me utarkar nahi dekha. Patthar samjhte hai mere chahne wale mujhe. Par mom hu main kisi ne chu kar nahi dekha.
Image
Dard hai dil mein par ehsaas nahi hota, Rota hai dil jab woh paas nahi hota; Barbaad ho gaye hum unki mohabbat mein, Aur woh kehte hain ki is tarah pyaar nahi hota!                 Mirza Galib